mor-pankh
ai mor-pankh
tū mū-qalam
taḳhtī mujhe darkār hai
chāroñ taraf
rangoñ kā ik tyauhār hai
bauchhār hai
bauchhār meñ do phuul haiñ
ik phuul juuḌe ke liye
ik sabz paanī ke liye
ai mor-pankh
tu mu-qalam
taKHti mujhe darkar hai
chaaron taraf
rangon ka ek tyauhaar hai
bauchhaar hai
bauchhaar mein do phul hain
ek phul juDe ke liye
ek sabz pani ke liye
- Book : Mitti Ki Sundarta Dekho (Pg. 123)
- Author : Sarvat Husain
- Publication : Rekhta Publications (2018)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.