Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhe KHamosh kar do

Rashid Aazar

mujhe KHamosh kar do

Rashid Aazar

MORE BYRashid Aazar

    bahut bakne lagā hai ye dil-e-hasrat-zada ab to

    kahīñ aisā na ho kuchh raaz bāteñ bhī kah jaa.e

    magar is mas.ale ek hal ye hai

    mire muñh kholte tum

    mujhe chup-shāh ke roze chupke se qasam de kar

    zabāñ but

    mire hoñToñ mehrāboñ meñ rakh do

    aur mujhe ḳhāmosh kar do

    bahut bakne laga hai ye dil-e-hasrat-zada ab to

    kahin aisa na ho kuchh raaz ki baaten bhi kah jae

    magar is masale ka ek hal ye hai

    mere munh kholte hi tum

    mujhe chup-shah ke roze ki chupke se qasam de kar

    zaban ka but

    mere honTon ki mehrabon mein rakh do

    aur mujhe KHamosh kar do

    Source:

    Qarz-e-jan (Pg. 16)

    • Author: Rashid Azar
      • Edition: 2003
      • Publisher: Rashid Azar
      • Year of Publication: 2003
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now