Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mujhe malum hai

Subodh Lal Saqi

mujhe malum hai

Subodh Lal Saqi

MORE BYSubodh Lal Saqi

    mujhe ma.alūm hai

    merī tamām an-sunī dastakoñ

    binā paḌhī chiTThiyoñ

    māyūs darḳhvāstoñ ke evaz

    ek lambī ḳhāmoshī ke ba.ad

    vo khaTkhaTā.egā merā dar

    aur maiñ

    ghar par nahīñ milūñgā

    mujhe malum hai

    meri tamam an-suni dastakon

    bina paDhi chiTThiyon

    mayus darKHwaston ke ewaz

    ek lambi KHamoshi ke baad

    wo khaTkhaTaega mera dar

    aur main

    ghar par nahin milunga

    Source:

    Namak (Pg. 113)

    • Author: Subodh Saaqi
      • Edition: 2016
      • Publisher: Arshia Publications
      • Year of Publication: 2016
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now