aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dushmanon ke darmiyan sham

Muneer Niyazi

dushmanon ke darmiyan sham

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    phailtī hai shaam dekho Dūbtā hai din ajab

    āsmāñ par rañg dekho ho gayā kaisā ġhazab

    khet haiñ aur in meñ ik rū-posh se dushman shak

    sarsarāhaT saañp gandum vahshī gar mahak

    ik taraf dīvār-o-dar aur jaltī-bujhtī batiyāñ

    ik taraf sar par khaḌā ye maut jaisā āsmāñ

    Evening Among Enemies

    phailti hai sham dekho Dubta hai din ajab

    aasman par rang dekho ho gaya kaisa ghazab

    khet hain aur in mein ek ru-posh se dushman ka shak

    sarsarahaT sanp ki gandum ki wahshi gar mahak

    ek taraf diwar-o-dar aur jalti-bujhti batiyan

    ek taraf sar par khaDa ye maut jaisa aasman

    Evening Among Enemies

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    Dushman ke darmiyan shaam - muneer niyazi Nomaan Shauque

    Source:

    kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 288)

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now