Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naf-dar-naf ye juDne ka taqaddus jaanan

Nadeem Najid

naf-dar-naf ye juDne ka taqaddus jaanan

Nadeem Najid

MORE BYNadeem Najid

    jo faqat naaf piyāle ke tasavvur meñ hoñ gum

    kis tarah naaf se juḌne taqaddus jāneñ

    kis tarah chaak ko aur chaak vahdat jāneñ

    nau jahānoñ agar ḳhaak uḌā.eñ to kahīñ

    ḳhaak honā kise kahte haiñ

    samajh meñ aa.e

    aur phir aag meñ aur aab meñ gūñdhī huī ḳhaak

    kitnī miqdār meñ bedār huā chāhtī hai

    dil dhak dhak ke liye dil meñ ḳhudā chāhtī hai

    naaf meñ kho ke nahīñ

    juḌne se khul paatā hai

    nāf-dar-nāf ye juḌne taqaddus jānāñ

    nāf-dar-nāf ye juḌne taqaddus jānāñ

    jo faqat naf piyale ke tasawwur mein hon gum

    kis tarah naf se juDne ka taqaddus jaanen

    kis tarah chaak ko aur chaak ki wahdat jaanen

    nau jahanon ki agar KHak uDaen to kahin

    KHak hona kise kahte hain

    samajh mein aae

    aur phir aag mein aur aab mein gundhi hui KHak

    kitni miqdar mein bedar hua chahti hai

    dil ki dhak dhak ke liye dil mein KHuda chahti hai

    naf mein kho ke nahin

    juDne se khul pata hai

    naf-dar-naf ye juDne ka taqaddus jaanan

    naf-dar-naf ye juDne ka taqaddus jaanan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now