Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nam kya lun

Habib Jalib

nam kya lun

Habib Jalib

MORE BYHabib Jalib

    ek aurat jo mere liye muddatoñ

    sham.a tarah aañsū bahātī rahī

    merī ḳhātir zamāne se muñh moḌ kar

    mere pyaar ke giit gaatī rahī

    mere ġham ko muqaddar banā.e hue

    muskurātī rahī

    us ke ġham kabhī maiñ ne parvā na

    us ne har haal meñ naam merā liyā

    chhīn kar us ke hoñToñ maiñ ne hañsī

    terī dahlīz par apnā sar rakh diyā

    ne merī tarah merā dil toḌ kar

    mujh pe ehsāñ kiyā

    ek aurat jo mere liye muddaton

    shama ki tarah aansu bahati rahi

    meri KHatir zamane se munh moD kar

    mere hi pyar ke git gati rahi

    mere gham ko muqaddar banae hue

    muskuraati rahi

    us ke gham ki kabhi main ne parwa na ki

    us ne har haal mein nam mera liya

    chhin kar us ke honTon ki main ne hansi

    teri dahliz par apna sar rakh diya

    tu ne meri tarah mera dil toD kar

    mujh pe ehsan kiya

    Source:

    kulliyat-e-habib jaalib (Pg. 133)

    • Author: habib jaalib
      • Edition: 2012
      • Publisher: Tahir publishar,lahore
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now