Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

naqsh-e-na-tamam

Ghayas Mateen

naqsh-e-na-tamam

Ghayas Mateen

MORE BYGhayas Mateen

    chhat pe dīvāroñ pe dar par

    khiḌkiyoñ meñ

    mez-o-kursī par

    kitāboñ aur risāloñ meñ

    jidhar dekho udhar

    ek tasvīr-e-hinā

    ek saaya ek aks

    ek naqsh-e-nā-tamām

    yuuñ ubhartā hai sadā

    jaise ho merā ḳhudā

    chhat pe diwaron pe dar par

    khiDkiyon mein

    mez-o-kursi par

    kitabon aur risalon mein

    jidhar dekho udhar

    ek taswir-e-hina

    ek saya ek aks

    ek naqsh-e-na-tamam

    yun ubharta hai sada

    jaise ho mera KHuda

    Source:

    Zeena Zeena Raakh (Pg. 42)

    • Author: Ghayas Mateen
      • Publisher: Hyderabad Literary Form
      • Year of Publication: 1980
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now