Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

Shahryar

nazm

Shahryar

MORE BYShahryar

    anjāne meñ koī bichāra agar Thokar khā jaa.e

    dāman kāñToñ se uljhā.e

    pachhtāvā ho us ko to kuchh baat samajh meñ aa.e

    lekin vo jo jān-būjh kar

    ḳhud Thokar khaa.e

    dāman kāñToñ se uljhā.e

    anjaane mein koi bichaara agar Thokar kha jae

    daman kanTon se uljhae

    pachhtawa ho us ko to kuchh baat samajh mein aae

    lekin wo jo jaan-bujh kar

    KHud hi Thokar khae

    daman kanTon se uljhae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now