Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm kahne ke baad

Qazi Saleem

nazm kahne ke baad

Qazi Saleem

MORE BYQazi Saleem

    lo maiñ ek ikaa.ī huuñ

    patthar ke TukḌe tarah ek ikaa.ī

    patthar tahrīreñ dekho

    kitnī dhāreñ

    lahreñ biich

    bhañvar

    jaise tūfānī samundar nabzeñ chalte chalte tham jaa.eñ

    jaise samundar mar jaa.e

    lo main ek ikai hun

    patthar ke TukDe ki tarah ek ikai

    patthar ki tahriren dekho

    kitni dhaaren

    lahren bich

    bhanwar

    jaise tufani samundar ki nabzen chalte chalte tham jaen

    jaise samundar mar jae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now