Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

Arif Rana

nazm

Arif Rana

MORE BYArif Rana

    na hiir na maiñ rāñjhā

    na maiñ majnūñ na lailā

    phir ham sach kyoñ boleñ

    kyā tum ne sachchī bāteñ

    kahne vāloñ ko sukhī dekhā hai

    maiñ ne to un ko

    janam janam se dukhī dekhā hai

    na tu hir na main ranjha

    na main majnun na tu laila

    phir hum sach kyon bolen

    kya tum ne sachchi baaten

    kahne walon ko sukhi dekha hai

    main ne to un ko

    janam janam se dukhi dekha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now