Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYNazish Rizvi

    mile kachehrī meñ ik roz shaiḳh ḳhairātī

    hai ik zamāne se un mirī alaik salaik

    nahīñ hai jhūTī gavāhī se ijtināb unheñ

    kiyā na aaj tak is par magar kisī ne attack

    alāva is ke amīroñ ke haiñ ye supplier

    ki maal karte haiñ ye un hasb-e-manshā paik

    ho jis meñ fā.eda vo kaam kar guzarte haiñ

    kabhī front meñ kar nahīñ haiñ hote back

    hijāz jaate haiñ har saal sonā laane ko

    ye business aaj tak in kabhī huī na salaik

    ye haj ke din bhī haiñ labbaik ke evaz kahte

    ḳhudā ke ghar meñ faqat rabbanā black black

    mile kachehri mein ek roz shaiKH KHairaati

    hai ek zamane se un ki meri alaik salaik

    nahin hai jhuTi gawahi se ijtinab unhen

    kiya na aaj tak is par magar kisi ne attack

    alawa is ke amiron ke hain ye supplier

    ki mal karte hain ye un ki hasb-e-mansha paik

    ho jis mein faeda wo kaam kar guzarte hain

    kabhi front mein ja kar nahin hain hote back

    hijaz jate hain har sal sona lane ko

    ye business aaj tak in ki kabhi hui na salaik

    ye haj ke din bhi hain labbaik ke ewaz kahte

    KHuda ke ghar mein faqat rabbana black black

    Source:

    Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 130)

    • Author: Roohi Kanjahi
      • Edition: 1992
      • Publisher: Alhamd Publications
      • Year of Publication: 1992
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now