Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYShabnam Ashai

    vo jo

    tez dhuup kai

    khurdure rāstoñ par

    be-rañg ho ga.ī thī

    ek vaqt

    sat-rañgī

    oḌhnī thī

    be-rañg ko duniyā

    kisī bhī rañg meñ

    rañg detī hai

    ek din

    vo bhī

    rañgrez ke hāthoñ

    rañg ga.ī

    aur

    oḌhnī phaT ga.ī

    wo jo

    tez dhup kai

    khurdure raston par

    be-rang ho gai thi

    ek waqt ki

    sat-rangi

    oDhni thi

    be-rang ko duniya

    kisi bhi rang mein

    rang deti hai

    ek din

    wo bhi

    rangrez ke hathon

    rang gai

    aur

    oDhni phaT gai

    Source:

    Man Baani (Pg. 298)

    • Author: Dr. Shabnam Ashai
      • Edition: 2002
      • Publisher: Maktaba istiara 248, Gaffar Apartment, Gaffar Manzil istiara Lane, Jamia Nagar, Okhla
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now