Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nindiya aai dur se

Sitvat Rasool

nindiya aai dur se

Sitvat Rasool

MORE BYSitvat Rasool

    ik jhiil ke kināre

    sahme hue the taare

    jugnū chamak rahe the

    jham jham jhamak rahe the

    ik aks kho gayā thā

    vo bachcha so gayā thā

    ammī loriyoñ meñ

    resham Doriyoñ meñ

    jab niiñd aa rahī thī

    chup-chāp rahī thī

    resham ke pālne meñ

    peñgeñ uchhālne meñ

    ek jhil ke kinare

    sahme hue the tare

    jugnu chamak rahe the

    jham jham jhamak rahe the

    ek aks kho gaya tha

    wo bachcha so gaya tha

    ammi ki loriyon mein

    resham ki Doriyon mein

    jab nind aa rahi thi

    chup-chap ga rahi thi

    resham ke palne mein

    pengen uchhaalne mein

    Source:

    Phuljhadiyan (Pg. 20)

    • Author: Sitvat Rasool
      • Publisher: Maktaba Payam-e-Taleem, New Delhi
      • Year of Publication: 1993

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now