Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

octopus

Adil Hayat

octopus

Adil Hayat

MORE BYAdil Hayat

    ḳhvāhish ik samundar

    mere dil meñ

    duur tak apnī jaḌeñ phailā.e

    mujh ko apne ghere meñ liye

    apnī maujoñ ke sahāre

    chuus lenā chāhtā hai sab lahū

    ġhāliban

    ik octopus ke

    ghane panjoñ zad meñ huuñ maiñ 'ādil'

    KHwahish ka ek samundar

    mere dil mein

    dur tak apni jaDen phailae

    mujh ko apne ghere mein liye

    apni maujon ke sahaare

    chus lena chahta hai sab lahu

    ghaaliban

    ek octopus ke

    ghane panjon ki zad mein hun main 'adil'

    Source:

    Khayal Darya (Nazmein) (Pg. 51)

    • Author: Adil Hayat
      • Edition: 2013
      • Publisher: Arshia Publications
      • Year of Publication: 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now