Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pagal-pan

Muneer Niyazi

pagal-pan

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    ik parda kaalī maḳhmal āñkhoñ par chhāne lagtā hai

    ik bhañvar hazāroñ shakloñ dil ko dahlāne lagtā hai

    ik tez hinā.ī ḳhushbū se har saañs chamakne lagtā hai

    ik phuul tilismī rañgoñ galiyoñ meñ damakne lagtā hai

    sāñpoñ se bhare ik jañgal āvāz sunā.ī detī hai

    har iiñT makānoñ ke chhajjoñ ḳhuun dikhā.ī detī hai

    ek parda kali maKHmal ka aankhon par chhane lagta hai

    ek bhanwar hazaron shaklon ka dil ko dahlane lagta hai

    ek tez hinai KHushbu se har sans chamakne lagta hai

    ek phul tilismi rangon ka galiyon mein damakne lagta hai

    sanpon se bhare ek jangal ki aawaz sunai deti hai

    har inT makanon ke chhajjon ki KHun dikhai deti hai

    Source:

    kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 96)

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now