Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pujaran

MORE BYBano Tahira Sayeed

    pujāran

    terī thālī ke phuul

    sūraj kirnoñ se kumhlā jā.eñge

    maalā bhī suukh jā.egī mūrtī gardan meñ

    prem maalā gūñdh

    āñsuoñ ke motī se

    apnī madh-bharī tānoñ meñ koī byākul raag alaap

    pujaran

    teri thaali ke phul

    suraj ki kirnon se kumhla jaenge

    mala bhi sukh jaegi murti ki gardan mein

    prem ki mala gundh

    aansuon ke moti se

    apni madh-bhari tanon mein koi byakul rag alap

    Source:

    Door Rah Kar (Pg. 36)

    • Author: Bano Tahira Sayeed
      • Publisher: Idara Sher-o-Hikmat, Hyderabad
      • Year of Publication: 1987
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now