pura sach
sabhī dukh to nahīñ kahne ke hote
kabhī aañsū chhupāne ke liye
hañsnā bhī paḌtā hai
kabhī jhūTī mohabbat hī jatāne ke liye
ronā bhī paḌtā hai
kahīñ bhī puurī sachchā.ī nahīñ hai
sabhi dukh to nahin kahne ke hote
kabhi aansu chhupane ke liye
hansna bhi paDta hai
kabhi jhuTi mohabbat hi jatane ke liye
rona bhi paDta hai
kahin bhi puri sachchai nahin hai
- Book : Ek Diya Aur Ek Phool (Pg. 152)
- Author : Ishrat Afreen
- Publication : Rekhta Publications (2022)
- Edition : 2nd
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.