Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rafaqat

Veneet Raja

rafaqat

Veneet Raja

MORE BYVeneet Raja

    ham ne basā.e ghar

    banā.e darvāze

    lagā.īñ kunDiyāñ

    Tāñge taale

    aur ab ham

    nikal aa.eñ haiñ galiyoñ meñ

    koshish kar raheñ haiñ

    ke apnī chābiyoñ se

    dūsroñ ke ghar meñ dāḳhil ho sakeñ

    hum ne basae ghar

    banae darwaze

    lagain kunDiyan

    Tange tale

    aur ab hum

    nikal aaen hain galiyon mein

    koshish kar rahen hain

    ke apni chabiyon se

    dusron ke ghar mein daKHil ho saken

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now