Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raushni ke liye

Sahba lakhnavi

raushni ke liye

Sahba lakhnavi

MORE BYSahba lakhnavi

    phuul khilte rahe

    zaḳhm riste rahe

    chāñd hañstā rahā

    dil sulagtā rahā

    saaz bajte rahe sham.a jaltī rahī

    zindagī dosh-e-ġham par sisaktī rahī

    phuul se ḳhaar tak

    qaid se daar tak

    zīnat-e-rang-o-bū

    aadmī lahū

    shaam se sub.h tak raushnī ke liye

    jhilmilāte rahe raushnī ke liye

    phul khilte rahe

    zaKHm riste rahe

    chand hansta raha

    dil sulagta raha

    saz bajte rahe shama jalti rahi

    zindagi dosh-e-gham par sisakti rahi

    phul se KHar tak

    qaid se dar tak

    zinat-e-rang-o-bu

    aadmi ka lahu

    sham se subh tak raushni ke liye

    jhilmilate rahe raushni ke liye

    Source:

    Sahba Lakhnavi : Shakhsiyat Aur Adabi Khidmaat (Pg. 284)

      • Publisher: Irtiqa Matbuat, Karachi
      • Year of Publication: 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now