Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

resham jal

Shehla H. Naqvi

resham jal

Shehla H. Naqvi

MORE BYShehla H. Naqvi

    pyaar ke resham lachchhoñ ko ḳhud uljhātī huuñ

    pahroñ baiTh dhanak rañgoñ ko phir suljhātī huuñ

    merī chāhat ne kaate haiñ resham ke ye saar

    in meñ ulajh jaane se maiñ phir kyoñ ghabrātī huuñ

    apne ḳhol meñ resham kiiḌā bhī ḳhush to nahīñ

    maiñ bhī titlī ban kar mauqa uḌ jaatī huuñ

    pyar ke resham lachchhon ko KHud hi uljhati hun

    pahron baiTh dhanak rangon ko phir suljhati hun

    meri chahat ne kate hain resham ke ye sar

    in mein ulajh jaane se main phir kyon ghabraati hun

    apne KHol mein resham ka kiDa bhi KHush to nahin

    main bhi titli ban kar mauqa pa uD jati hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now