Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rishte

MORE BYMohsin Aftab Kelapuri

    sūkhe pattoñ tarah TuuT ke gir jaate haiñ rishte bhī agar in ko mohabbat tar-o-tāza havā paanī jo ehsās miTTī meñ farāham na kareñ

    haañ magar

    bhūle se jab TuuT ke gir jaa.eñ kabhī kuchh rishte

    to phir achchhā hai ke un ristho ko yakjā kar ke

    vaqt ke jalte sulagte hue chūlhe ke havāle kar deñ

    sukhe patton ki tarah TuT ke gir jate hain rishte bhi agar in ko mohabbat ki tar-o-taza hawa pani jo ehsas ki miTTi mein faraham na karen

    han magar

    bhule se jab TuT ke gir jaen kabhi kuchh rishte

    to phir achchha hai ke un ristho ko yakja kar ke

    waqt ke jalte sulagte hue chulhe ke hawale kar den

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now