Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rishte

Javed Nadeem

rishte

Javed Nadeem

MORE BYJaved Nadeem

    rishte

    aadmī kamzorī haiñ

    kamzorī ke ehsās natīja

    ye nāg-phanī vo baaḌh haiñ

    jise fasl hifāzat ke liye

    khet muñDeroñ par lagā diyā jaatā hai

    aur

    nāg-phanī qurb

    zarar se ḳhālī nahīñ hai

    rishte

    aadmi ki kamzori hain

    ya

    kamzori ke ehsas ka natija

    ye nag-phani ki wo baDh hain

    jise fasl ki hifazat ke liye

    khet ki munDeron par laga diya jata hai

    aur

    nag-phani ka qurb

    zarar se KHali nahin hai

    Source:

    Mauj-e-Khayal (Pg. 96)

    • Author: Javed Nadeem
      • Publisher: Takmeel Publications, Mumbai
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now