aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ru-ba-ru-e-marg

Akhlaq Ahmad Ahan

ru-ba-ru-e-marg

Akhlaq Ahmad Ahan

MORE BYAkhlaq Ahmad Ahan

    maut se kyuuñ Darūñ maiñ aaj bhalā

    maut to zindagī vus.at hai

    jis mamāt se Darte haiñ log

    vo to chukā thā bahut pahle maiñ

    mere armānoñ maut

    mere jazbāt maut

    apnoñ se mulāqāt maut

    in saare mahākāt maut

    kaun ro.egā bhalā is kamīñ khatiyā par

    mar gayā thā un ke liye ek ahd pahle

    sab mujhe chhoḌ chale chhoḌ chale chhoḌ chale

    ab kahīñ se ḳhabar nahīñ aatī

    apnī yāsīn ḳhud paḌh lūñgā

    maut se kyun Darun main aaj bhala

    maut to zindagi ki wusat hai

    jis mamat se Darte hain log

    wo to pa chuka tha bahut pahle main

    mere armanon ki maut

    mere jazbaat ki maut

    apnon se mulaqat ki maut

    in sare mahakat ki maut

    kaun roega bhala is kamin ki khatiya par

    mar gaya tha un ke liye ek ahd hi pahle

    sab mujhe chhoD chale chhoD chale chhoD chale

    ab kahin se KHabar nahin aati

    apni yasin KHud hi paDh lunga

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now