Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sal-e-nau

Barq Dehlvi

sal-e-nau

Barq Dehlvi

MORE BYBarq Dehlvi

    mubārak ho tujhe nau-roz ye din sahar jis

    gale milne ko tujh se khol kar āġhosh aa.ī hai

    mubārak ho naved-e-shādmānī muzhda-e-rāhat

    sadā ishrat-fazā jis tire tā-gosh aa.ī hai

    mubārak ho tabassum zer-e-lab tujh ko azīzoñ

    adab se jin ke hoñToñ tak hañsī rū-posh aa.ī hai

    magar in sab se baḌh kar tujh ko sāl-e-nau mubārak ho

    masarrat ban ke jis sā.at-e-pur-josh aa.ī hai

    mubarak ho tujhe nau-roz ka ye din sahar jis ki

    gale milne ko tujh se khol kar aaghosh aai hai

    mubarak ho nawed-e-shadmani muzhda-e-rahat

    sada ishrat-faza jis ki tere ta-gosh aai hai

    mubarak ho tabassum zer-e-lab tujh ko azizon ka

    adab se jin ke honTon tak hansi ru-posh aai hai

    magar in sab se baDh kar tujh ko sal-e-nau mubarak ho

    masarrat ban ke jis ki saat-e-pur-josh aai hai

    Source:

    Matla-e-Anwar (Pg. 84)

    • Author: Barq Dehlvi
      • Publisher: Jamia Barqi Press, Delhi
      • Year of Publication: 1929
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now