aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sathi se

Obaidullah Aleem

sathi se

Obaidullah Aleem

MORE BYObaidullah Aleem

    maiñ ḳhud apnī bahār se rūThne lagūñ gar

    to tum mujhe rūThne na denā

    jo vaar lamhe ho vo sahnā

    ye soch lenā

    ki ek lamha gurez

    kaise

    mohabbatoñ ik umr pāmāl kar ke guzar rahā hai

    main KHud hi apni bahaar se ruThne lagun gar

    to tum mujhe ruThne na dena

    jo war lamhe ka ho wo sahna

    ye soch lena

    ki ek lamha gurez ka

    kaise

    mohabbaton ki ek umr pamal kar ke guzar raha hai

    Source:

    Chand Chehra Sitara Aankhen (Pg. 139)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now