Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sabaq

Bazmi Bharti

sabaq

Bazmi Bharti

MORE BYBazmi Bharti

    twinkle twinkle little star

    how i wonder what you are

    twinkle twinkle little star

    nanhe munne rāj-kumār

    terī bātoñ jhankār

    merī ḳhushiyoñ sansār

    chandā khele mere dvaar

    jagmag jagmag dar dīvār

    yuuñ mahkā hai sab ghar yaar

    jaise phūloñ bāzār

    maiñ huuñ nayyā patvār

    tere abbū khevan-hār

    tujh par yuuñ barsā.ūñ pyaar

    jaise barkhā-rut phuvār

    twinkle twinkle little star

    mere achchhe rāj-kumār

    aur maiñ ammī kyā kyā huuñ

    chiḌiyā totā mainā huuñ

    merī achchhī ammī

    mujh ko paḌhne bhejogī

    jab maiñ paḌh kar ā.uñgā

    maiñ bhī likh kar lā.ūñgā

    paḌhiye ammī phir ik baar

    twinkle twinkle little star

    how i wonder what you are

    twinkle twinkle little star

    how i wonder what you are

    twinkle twinkle little star

    nanhe munne raj-kumar

    teri baaton ki jhankar

    meri KHushiyon ka sansar

    chanda khele mere dwar

    jagmag jagmag dar diwar

    yun mahka hai sab ghar yar

    jaise phulon ka bazar

    main hun nayya tu patwar

    tere abbu khewan-haar

    tujh par yun barsaun pyar

    jaise barkha-rut ki phuwar

    twinkle twinkle little star

    mere achchhe raj-kumar

    aur main ammi kya kya hun

    chiDiya tota maina hun

    meri achchhi ammi ji

    mujh ko paDhne bhejogi

    jab main paDh kar aaunga

    main bhi likh kar launga

    paDhiye ammi phir ek bar

    twinkle twinkle little star

    how i wonder what you are

    Source:

    Dhanak (Pg. 7)

    • Author: Bazmi Bharti
      • Publisher: Maktaba Payam-e-Taleem, New Delhi
      • Year of Publication: 1978

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now