sannaTa
sannāTā sā sannāTā hai
sab ko apnī tanhā.ī hai
sab ke apne apne dukh
andar kā koī miit nahīñ hai
sāñjh kā koī giit nahīñ hai
sannāTā sā sannāTā hai
ḳhāmoshī hai
vīrānī hai
nāgin raat sī kaalī chup hai
sannaTa sa sannaTa hai
sab ko apni tanhai hai
sab ke apne apne dukh
andar ka koi mit nahin hai
sanjh ka koi git nahin hai
sannaTa sa sannaTa hai
KHamoshi hai
virani hai
nagin raat si kali chup hai
- Book : Pakistani Adab (Pg. 225)
- Author : Dr. Rashid Amjad
- Publication : Pakistan Academy of Letters, Islambad, Pakistan (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.