Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saza

MORE BYHafeez Aatish

    jāgte sote lamhoñ darzoñ se hotī huī

    mausamoñ ke badalne dhīmī khanak

    ba-dastūr kānoñ meñ aatī rahī

    aur vo be-ḳhabar

    apnī zaat ke

    nichle goshe meñ baiThā huā

    āsmāñ par sitāroñ har chaal ko

    apnī taqdīr faisla maan kar

    auñdhe muñh

    be-yaqīnī ke pairoñ pe rotā rahā

    aur ‘aqīdoñ ke hoñToñ bejā hañsī

    qahqaha ban ga.ī

    jagte sote lamhon ki darzon se hoti hui

    mausamon ke badalne ki dhimi khanak

    ba-dastur kanon mein aati rahi

    aur wo be-KHabar

    apni hi zat ke

    nichle goshe mein baiTha hua

    aasman par sitaron ki har chaal ko

    apni taqdir ka faisla man kar

    aundhe munh

    be-yaqini ke pairon pe rota raha

    aur ‘aqidon ke honTon ki beja hansi

    qahqaha ban gai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now