Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sham-e-firaq

Ehtisham Akhtar

sham-e-firaq

Ehtisham Akhtar

MORE BYEhtisham Akhtar

    suhāne dinoñ sargoshiyāñ

    tanhā shaam udāsiyāñ

    aaj maiñ ne

    rākh-dān meñ rakh haiñ

    kal sub.h

    ash-tray se

    maiñ raakh jhaaḌ dūñgā

    har-roz yūñhī hogā

    har-roz yūñhī

    shaam

    tanhā guzar jā.egī

    suhane dinon ki sargoshiyan

    tanha sham ki udasiyan

    aaj main ne

    rakh-dan mein rakh di hain

    kal subh

    ash-tray se

    main rakh jhaD dunga

    har-roz yunhi hoga

    har-roz yunhi

    sham

    tanha guzar jaegi

    Source:

    Neela Aakash (Pg. 30)

    • Author: Ehtisham Akhtar
      • Publisher: Modern Publishing House, Daryaganj, New Delhi
      • Year of Publication: 1984
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now