shararti chand
baḌā sharārtī hai ye chāñd bhī
jalānā satānā tarsānā
shauq haiñ is ke
aur lukā-chhipī is kī fitrat
us par himāqat ye
ki nigal jaatā hai
kabhī kabhī sūraj ko bhī
ġhanīmat hai
jo āsmān meñ Thikānā hai is kā
mahfūz hai vahāñ
jo zamīñ par hotā
to kis kis se manātā
apnī ḳhair
baDa shararti hai ye chand bhi
jalana satana tarsana
shauq hain is ke
aur luka-chhipi is ki fitrat
us par himaqat ye
ki nigal jata hai
kabhi kabhi suraj ko bhi
ghanimat hai
jo aasman mein Thikana hai is ka
mahfuz hai wahan
jo zamin par hota
to kis kis se manata
apni KHair
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.