aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

soch ki sham

Krishna Mohan

soch ki sham

Krishna Mohan

MORE BYKrishna Mohan

    jism jas ruup ras kaam kas

    zindagī ye suhānī dhuup bahlātī rahī hai mere man ko

    ḳhuub garmāti rahī hai ārzūoñ pavan ko

    aur chamkātī rahī hai apne-pan ko

    de ke ik nashsha nayan ko

    lazzatoñ meñ Duub kar bhī

    maiñ ubhartā rahā huuñ

    soch be-tāb lahreñ zehn meñ raqsāñ rahī haiñ

    lekin ab to ik udāsī chhā ga.ī hai

    soch shaam aa ga.ī hai

    zindagī ghabrā ga.ī hai

    jism ka jas rup ka ras kaam ka kas

    zindagi ki ye suhani dhup bahlati rahi hai mere man ko

    KHub garmati rahi hai aarzuon ki pawan ko

    aur chamkati rahi hai apne-pan ko

    de ke ek nashsha nayan ko

    lazzaton mein Dub kar bhi

    main ubharta hi raha hun

    soch ki be-tab lahren zehn mein raqsan rahi hain

    lekin ab to ek udasi chha gai hai

    soch ki sham aa gai hai

    zindagi ghabra gai hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now