Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

surKH lahu ka bahta dariya

Nafees Taqi

surKH lahu ka bahta dariya

Nafees Taqi

MORE BYNafees Taqi

    jab tak mere jism ke andar

    surḳh lahū bahtā dariyā

    tābinda hai

    rag rag meñ sūraj tamāzat

    āñkhoñ meñ vishvās jaadū

    sochoñ parvāz ḳhalā meñ

    chāñd sitāre ek qadam par

    muTThī meñ dhartī golā

    jab tak mere jism ke andar

    surḳh lahū bahtā dariyā

    tābinda hai

    jab tak mere jism ke andar

    surKH lahu ka bahta dariya

    tabinda hai

    rag rag mein suraj ki tamazat

    aankhon mein wishwas ka jadu

    sochon ki parwaz KHala mein

    chand sitare ek qadam par

    muTThi mein dharti ka gola

    jab tak mere jism ke andar

    surKH lahu ka bahta dariya

    tabinda hai

    Source:

    Khushboo Ke Par Khule (Pg. 122)

    • Author: Nafees Taqi
      • Publisher: Nafees Taqi
      • Year of Publication: 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now