surKHi
ufuq kī surḳhiyoñ se ik kahānī yaad aatī hai
kahānī vo
jahāñ par ḳhūn-afshānī kā saudā ho rahā thā
sabhī fariyād zaḳhmī ho rahī thiiñ
musalsal zulm baḌhtā jā rahā thā
isī asnā meñ ik nanhā sā shahzāda
gale par tiir khā kar bhī tabassum kar rahā thā
aur us husn-e-tabassum se
'adū kā siina chhalnī ho chukā thā
ufuq ki surKHiyon se ek kahani yaad aati hai
kahani wo
jahan par KHun-afshani ka sauda ho raha tha
sabhi fariyaad zaKHmi ho rahi thin
musalsal zulm baDhta ja raha tha
isi asna mein ek nanha sa shahzada
gale par tir kha kar bhi tabassum kar raha tha
aur us husn-e-tabassum se
'adu ka sina chhalni ho chuka tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.