Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tare

MORE BYSahar Rampuri

    haiñ kitne pyāre

    saare ke saare

    ye shoḳh taare

    hargiz nahīñ haiñ

    qismat ke maare

    ye shoḳh taare

    karte haiñ dekho

    kyā kyā ishāre

    ye shoḳh taare

    khelo to hoñge

    sāthī tumhāre

    ye shoḳh taare

    hain kitne pyare

    sare ke sare

    ye shoKH tare

    hargiz nahin hain

    qismat ke mare

    ye shoKH tare

    karte hain dekho

    kya kya ishaare

    ye shoKH tare

    khelo to honge

    sathi tumhaare

    ye shoKH tare

    Source:

    Umang (Pg. 29)

    • Author: Sahar Rampuri
      • Publisher: Nazima Press, Rampur
      • Year of Publication: 1948

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now