Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tajziya

Kailash Mahir

tajziya

Kailash Mahir

MORE BYKailash Mahir

    apne maazī ā.īna le kar

    jaane kab se udaas baiThā huuñ

    in dinoñ koī mudda.ā bhī nahīñ

    in dinoñ maiñ ne kuchh likhā bhī nahīñ

    in dinoñ zehn sochtā bhī nahīñ

    in dinoñ dil meñ ik ḳhayāl hai

    apne hone kuchh malāl hai

    apne mazi ka aaina le kar

    jaane kab se udas baiTha hun

    in dinon koi muddaa bhi nahin

    in dinon main ne kuchh likha bhi nahin

    in dinon zehn sochta bhi nahin

    in dinon dil mein ek KHayal sa hai

    apne hone ka kuchh malal sa hai

    Source:

    Lamha Lamha Piyas (Pg. 53)

    • Author: Kailash Mahir
      • Publisher: Golden Publications, Delhi
      • Year of Publication: 1991
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now