Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taslim-o-raza

Allama Iqbal

taslim-o-raza

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Islam aur Musalman) (Zarb-e-Kalim)

    har shāḳh se ye nukta-e-pechīda hai paidā

    paudoñ ko bhī ehsās hai pahnā-e-fazā

    zulmat-kada-e-ḳhāk pe shākir nahīñ rahtā

    har lahza hai daane ko junūñ nashv-o-numā

    fitrat ke taqāzoñ pe na kar rāh-e-‘amal band

    maqsūd hai kuchh aur taslīm-o-razā

    jur.at ho numū to fazā tang nahīñ hai

    ai mard-e-ḳhudā mulk-e-ḳhudā tang nahīñ hai

    har shaKH se ye nukta-e-pechida hai paida

    paudon ko bhi ehsas hai pahna-e-faza ka

    zulmat-kada-e-KHak pe shakir nahin rahta

    har lahza hai dane ko junun nashw-o-numa ka

    fitrat ke taqazon pe na kar rah-e-‘amal band

    maqsud hai kuchh aur hi taslim-o-raza ka

    jurat ho numu ki to faza tang nahin hai

    ai mard-e-KHuda mulk-e-KHuda tang nahin hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now