tera koi badal nahin hai
ye phuul ḳhushbū
ye chāñd taare
zamīñ ke saare
hasīñ nazāre
jo tere badle
ye mil bhī jaa.eñ
qasam ḳhudā kī
maiñ kuchh na lūñgā
baġhair tere
hai phīkī duniyā
jo tū nahīñ to
nahīñ hai kuchh bhī
hayāt kyā hai
ajal nahīñ hai
ki terā koī
badal nahīñ hai
ye phul KHushbu
ye chand tare
zamin ke sare
hasin nazare
jo tere badle
ye mil bhi jaen
qasam KHuda ki
main kuchh na lunga
baghair tere
hai phiki duniya
jo tu nahin to
nahin hai kuchh bhi
hayat kya hai
ajal nahin hai
ki tera koi
badal nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.