Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

thaka thaka sa badan

Meena Kumari Naz

thaka thaka sa badan

Meena Kumari Naz

MORE BYMeena Kumari Naz

    aah ruuh

    bojhal bojhal

    kahāñ pe haath se kuchh chhūT gayā yaad nahīñ

    na jaane kis ke chīḳhne ye āvāz aa.ī

    aur ehsās darāḌoñ meñ kaise pahuñchā

    nagar vīrāñ

    jharoke ḳhamosh

    muñDereñ chup ḳhamoshī uf ki ḳhalāoñ dam bhī ghuTne lagā

    achānak aa ga.ī ho maut vaqt ko jaise

    haa.e raftār nabzeñ rukeñ

    dil baiTh gayā

    kahāñ shurūa hue ye silsile kahāñ TuuTe

    na is sire pata hai na vo sirā ma.alūm

    aah ruh

    bojhal bojhal

    kahan pe hath se kuchh chhuT gaya yaad nahin

    na jaane kis ke chiKHne ki ye aawaz aai

    aur ehsas daraDon mein kaise ja pahuncha

    nagar viran

    jharoke KHamosh

    munDeren chup KHamoshi uf ki KHalaon ka dam bhi ghuTne laga

    achanak aa gai ho maut waqt ko jaise

    hae raftar ki nabzen ruken

    dil baiTh gaya

    kahan shurua hue ye silsile kahan TuTe

    na is sire ka pata hai na wo sira malum

    Source:

    Tanha Chand (Pg. 71)

    • Author: Meena Kumari Naz
      • Publisher: Shama Book Depo, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now