Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tin muKHtasar nazMein

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

tin muKHtasar nazMein

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

MORE BYAli Zaheer Rizvi Lakhnavi

    1

    is tarah lab hile

    ki rātoñ ne

    apne siine ke raaz khol diye

    2

    munjamid qadmoñ ko pighlātā hai kaun

    rāsta ban kar

    chalā jaatā hai kaun

    3

    tere laboñ par

    mere dil ḳhvāhish hai

    aa jaa.e na koī tabāhī

    dekh ke chal

    1

    is tarah lab hile

    ki raaton ne

    apne sine ke raaz khol diye

    2

    munjamid qadmon ko pighlata hai kaun

    rasta ban kar

    chala jata hai kaun

    3

    tere labon par

    mere dil ki KHwahish hai

    aa jae na koi tabahi

    dekh ke chal

    Source:

    Jab Zaminon Se Shajar Ugtey Hain (Pg. 80)

    • Author: Ali Zaheer
      • Edition: 1994
      • Publisher: Educational Publishing House
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now