Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shaili beTi ke nam

Sara Shagufta

shaili beTi ke nam

Sara Shagufta

MORE BYSara Shagufta

    tujhe jab bhī koī dukh de

    is dukh naam beTī rakhnā

    jab mere safed baal

    tere gāloñ pe aan hañseñ ro lenā

    mere ḳhvāb ke dukh pe so lenā

    jin khetoñ ko abhī ugnā hai

    in khetoñ meñ

    maiñ dekhtī huuñ terī añgiyā bhī

    For Sheli, My Daughter

    bas pahlī baar Darī beTī

    maiñ kitnī baar Darī beTī

    abhī peḌoñ meñ chhupe tere kamān haiñ beTī

    merā janm to hai beTī

    aur terā janm terī beTī

    Whenever anyone causes you sorrow,

    name that sorrow-daughter.

    When my white hair

    falls over your cheeks

    and laughs at you,

    cry.

    Sleep on the sorrow of my dream.

    There are fields that have yet to grow--

    in those fields

    I see

    your underthings too.

    Well, I fear

    for the first time, daughter

    how many times

    did I know fear, daughter

    right now among the trees lurk

    arrows for you, daughter

    You are my birth, daughter

    and your birth—your daughter.

    In my longing to bathe you

    my fingers oozed blood.

    tujhe nahlāne ḳhvāhish meñ

    merī poreñ ḳhuun thoktī haiñ

    tujhe jab bhi koi dukh de

    is dukh ka nam beTi rakhna

    jab mere safed baal

    tere galon pe aan hansen ro lena

    mere KHwab ke dukh pe so lena

    jin kheton ko abhi ugna hai

    in kheton mein

    main dekhti hun teri angiya bhi

    For Sheli, My Daughter

    bas pahli bar Dari beTi

    main kitni bar Dari beTi

    abhi peDon mein chhupe tere kaman hain beTi

    mera janm to hai beTi

    aur tera janm teri beTi

    Whenever anyone causes you sorrow,

    name that sorrow-daughter.

    When my white hair

    falls over your cheeks

    and laughs at you,

    cry.

    Sleep on the sorrow of my dream.

    There are fields that have yet to grow--

    in those fields

    I see

    your underthings too.

    Well, I fear

    for the first time, daughter

    how many times

    did I know fear, daughter

    right now among the trees lurk

    arrows for you, daughter

    You are my birth, daughter

    and your birth—your daughter.

    In my longing to bathe you

    my fingers oozed blood.

    tujhe nahlane ki KHwahish mein

    meri poren KHun thokti hain

    RECITATIONS

    Azra Naqvi

    Azra Naqvi,

    Azra Naqvi

    Shaili beti ke nam Azra Naqvi

    Source:

    Aankhen(rekhta website) (Pg. 3)

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now