Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tum aa gae ho

Maryam Gazala

tum aa gae ho

Maryam Gazala

MORE BYMaryam Gazala

    kal talak to kāñch ke bartan chaknā-chūr duniyā

    mere chāroñ taraf bikhrī paḌī thī

    magar duur se āvāz detā hai koī mujhe

    kāñch ke TukḌe achānak juḌ ga.e haiñ

    tum aa ga.e ho

    kal talak to kanch ke bartan si chakna-chur duniya

    mere chaaron taraf bikhri paDi thi

    magar dur se aawaz deta hai koi mujhe

    kanch ke TukDe achanak juD gae hain

    tum aa gae ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now