Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uf ye garmi

Salam Machhli shahri

uf ye garmi

Salam Machhli shahri

MORE BYSalam Machhli shahri

    uf ye garmī

    dayyā re dayyā

    hai ki bijlī

    dayyā re dayyā

    jaltā hai kamra

    bhayyā re bhayyā

    khol do pañkhā

    bhayyā re bhayyā

    dhuup shiddat

    baajī re baajī

    ThanDā sharbat

    baajī re baajī

    garmī aalam

    tauba re tauba

    aag mausam

    tauba re tauba

    bhuut havā meñ

    aahā aahā

    jaadū fazā meñ

    aahā aahā

    rūhoñ Tolī

    shaañ re shaañ

    aag holī

    shaañ re shaañ

    sukh nishānī

    aapā re aapā

    barf paanī

    aapā re aapā

    aag bolī

    dayyā re dayyā

    quliyoñ Tolī

    dayyā re dayyā

    raah meñ sho.ale

    haiyyā re haiyyā

    gaate haiñ naġhme

    haiyyā re haiyyā

    uf ye garmi

    dayya re dayya

    lu hai ki bijli

    dayya re dayya

    jalta hai kamra

    bhayya re bhayya

    khol do pankha

    bhayya re bhayya

    dhup ki shiddat

    baji re baji

    ThanDa sharbat

    baji re baji

    garmi ka aalam

    tauba re tauba

    aag ka mausam

    tauba re tauba

    bhut hawa mein

    aaha aaha

    jadu faza mein

    aaha aaha

    ruhon ki Toli

    si shan re si shan

    aag ki holi

    si shan re si shan

    sukh ki nishani

    aapa re aapa

    barf ka pani

    aapa re aapa

    aag ki boli

    dayya re dayya

    quliyon ki Toli

    dayya re dayya

    rah mein shoale

    haiyya re haiyya

    gate hain naghme

    haiyya re haiyya

    Source:

    Khilauna,New Delhi (Pg. 10)

      • Publisher: Mohammad Yunus Dehlavi
      • Year of Publication: 1964

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now