Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uf ye pabandiyan

Muzaffar Hanfi

uf ye pabandiyan

Muzaffar Hanfi

MORE BYMuzaffar Hanfi

    ThanDā ThanDā rahne do

    tub meñ baiThā rahne do

    paanī bahtā rahne do

    beTā anmol hai paanī

    pāñch rūpa.e Dol hai paanī

    nau ghanTe se gol hai paanī

    jis ko khaltā hai khalne do

    bhaTTī ghar mat jalne do

    cōler pañkhe sab chalne do

    kaisī ulTī mat hai samra

    ye gandī aadat hai samra

    bijlī qillat hai samra

    is garmī aisī-taisī

    pardesī ho car ki desī

    bhayyā band na karnā A C

    bachcho chhoḌo bachkāna-pan

    band karo motor engine

    tel bachat din hai aiman

    ThanDa ThanDa rahne do na

    tub mein baiTha rahne do na

    pani bahta rahne do na

    na beTa anmol hai pani

    panch rupae fi Dol hai pani

    nau ghanTe se gol hai pani

    jis ko khalta hai khalne do

    bhaTTi sa ghar mat jalne do

    cooler pankhe sab chalne do

    kaisi ulTi mat hai samra

    ye gandi aadat hai samra

    bijli ki qillat hai samra

    is garmi ki aisi-taisi

    pardesi ho car ki desi

    bhayya band na karna A C

    bachcho chhoDo bachkana-pan

    band karo motor ka engine

    tel bachat ka din hai aiman

    Source:

    Bol Meri Maina (Pg. 105)

    • Author: Muzaffar Hanfi
      • Publisher: Muzaffar Hanfi
      • Year of Publication: 2018

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now