Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ummid-e-sahar ki baat suno

Faiz Ahmad Faiz

ummid-e-sahar ki baat suno

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    jigar-darīda huuñ chāk-e-jigar baat suno

    alam-rasīda huuñ dāmān-e-tar baat suno

    zabāñ-burīda huuñ zaḳhm-e-gulū se harf karo

    shikasta-pā huuñ malāl-e-safar baat suno

    musāfir-e-rah-e-sahrā-e-zulmat-e-shab se

    ab iltifāt-e-nigār-e-sahar baat suno

    sahar baat umīd-e-sahar baat suno

    jigar-darida hun chaak-e-jigar ki baat suno

    alam-rasida hun daman-e-tar ki baat suno

    zaban-burida hun zaKHm-e-gulu se harf karo

    shikasta-pa hun malal-e-safar ki baat suno

    musafir-e-rah-e-sahra-e-zulmat-e-shab se

    ab iltifat-e-nigar-e-sahar ki baat suno

    sahar ki baat umid-e-sahar ki baat suno

    Source:

    Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 582)

      • Edition: 2009
      • Publisher: Educational Publishing House
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now