Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wahima

MORE BYParveen Shakir

    tumhārā kahnā hai

    tum mujhe be-panāh shiddat se chāhte ho

    tumhārī chāhat

    visāl āḳhirī hadoñ tak

    mire faqat mere naam hogī

    mujhe yaqīñ hai mujhe yaqīñ hai

    magar qasam khāne vaale laḌke!

    tumhārī āñkhoñ meñ ek til hai!

    tumhaara kahna hai

    tum mujhe be-panah shiddat se chahte ho

    tumhaari chahat

    visal ki aaKHiri hadon tak

    mere faqat mere nam hogi

    mujhe yaqin hai mujhe yaqin hai

    magar qasam khane wale laDke!

    tumhaari aankhon mein ek til hai!

    Source:

    kulliyaat-e-maahe tamaam(khushbo) (Pg. 48)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now