Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaaden

MORE BYZakira Shabnam

    ye achānak

    merī āñkheñ

    shabnamī kyoñ ho jaatī haiñ

    shāyad

    ye yādeñ haiñ

    un jo bichhaḌ ga.e

    tanhā lamhoñ meñ

    shabnam sūrat

    chupke se

    merī palkoñ ko bhigo jaatī haiñ

    ye achanak

    meri aankhen

    shabnami kyon ho jati hain

    shayad

    ye yaaden hain

    un ki jo bichhaD gae

    tanha lamhon mein

    shabnam ki surat

    chupke se

    meri palkon ko bhigo jati hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now