Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaenat

Javed Nadeem

ye kaenat

Javed Nadeem

MORE BYJaved Nadeem

    ye kā.enāt

    ḳhudā ā.īna hai

    aur maujūdāt

    is aks

    aks maujūd ġhammāz

    ki vahī ā.īna bhī vahī aks bhī

    vo ḳhud ko ḳhud meñ dekhtā hai

    aur har jagah paatā hai

    vo apnī zaat meñ

    apne aap meñ

    masrūr-o-mutma.in hai

    ye kaenat

    KHuda ka aaina hai

    aur maujudat

    is ka aks

    aks maujud ka ghammaz

    ki wahi aaina bhi wahi aks bhi

    wo KHud ko KHud mein dekhta hai

    aur har jagah pata hai

    wo apni zat mein

    apne aap mein

    masrur-o-mutmain hai

    Source:

    Mauj-e-Khayal (Pg. 94)

    • Author: Javed Nadeem
      • Publisher: Takmeel Publications, Mumbai
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now