ye sab kya tha
maiñ samjhā thā ḳhvāb hai lekin
aañkh khulī to chauñk ke dekhā
maiñ apne bistar meñ nahīñ thā
nañge paañv gown pahne
panjoñ ke bal khaḌā huā maiñ
ik khiḌkī se muñh chipkā.e
aaise ghar meñ jhāñk rahā thā
jo das din se band paḌā thā
main samjha tha KHwab hai lekin
aankh khuli to chaunk ke dekha
main apne bistar mein nahin tha
nange panw gown pahne
panjon ke bal khaDa hua main
ek khiDki se munh chipkae
aaise ghar mein jhank raha tha
jo das din se band paDa tha
- Book : Raat Idhar Udhar Rooshan (Pg. 184)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.