Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zaban tak aa gae

Khalid Irfan

zaban tak aa gae

Khalid Irfan

MORE BYKhalid Irfan

    Interesting Fact

    (It was recited at a Tarahi Mushaira which took place at the house of Ms. Zarrin Yaseen and Yaseen Zubair)

    zā.iqe jab ham-burger ke zabāñ tak aa ga.e

    pahle karte the jo sāhib vo haañ tak aa ga.e

    uTh ke paanī bhī na piite the jo shā.er apne ghar

    daad ḳhātir vo 'zarrīñ' ke makāñ tak aa ga.e

    us gulū-kāra meñ resham thī kuchh aisī chamak

    sadr-e-mahfil bhī khisak kar 'reshmāñ tak aa ga.e

    us ne is andāz se chūmā mirī tahrīr ko

    mere letter par lipstick ke nishāñ tak aa ga.e

    zaiqe jab ham-burger ke zaban tak aa gae

    pahle na karte the jo sahib wo han tak aa gae

    uTh ke pani bhi na pite the jo shaer apne ghar

    dad ki KHatir wo 'zarrin' ke makan tak aa gae

    us gulu-kara mein resham ki thi kuchh aisi chamak

    sadr-e-mahfil bhi khisak kar 'reshman tak aa gae

    us ne is andaz se chuma meri tahrir ko

    mere letter par lipstick ke nishan tak aa gae

    Source:

    No Problem (Pg. 58)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now