Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi

Ahmad Rahi

zindagi

Ahmad Rahi

MORE BYAhmad Rahi

    na maiñ marā huuñ

    na tum marī ho

    mile the jab pahlī baar

    kitne kiye the va.ade

    khaa.ī kitnī thī ham ne qasmeñ

    nahīñ jiyeñge

    jo mil na paa.e

    magar na zehnoñ meñ thiiñ hamāre

    vo murda rasmeñ

    jo zinda rakhtī haiñ qaid kar ke

    rivāyatoñ ke andhe pathrīle mahbasoñ meñ

    na main mara hun

    na tum mari ho

    mile the jab pahli bar

    kitne kiye the wade

    khai kitni thi hum ne qasmen

    nahin jiyenge

    jo mil na pae

    magar na zehnon mein thin hamare

    wo murda rasmen

    jo zinda rakhti hain qaid kar ke

    riwayaton ke andhe pathrile mahbason mein

    Source:

    Rag-e-jan (Pg. 97)

    • Author: Ahmad Rahi
      • Edition: 2005
      • Publisher: Al-Hamd Publication
      • Year of Publication: 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now